Monday, 29 October 2012

Important Kya hai.......

Kahte hai jinda rahne k liye khana or pina jaroori hai.........
Lekin kya inke alawa bhi aisa kuch hai jo jaruri hai......or say what is the other thing that need for living the life.....
Hum Jinda hai......kya sach me jinda hai ya bus soch rahe hai ki jinda hai ....subha uthna kaam pe jana breakfast lunch dinner kewal itni hi hai hamari life....ya iske alwa bhi....kuch hai..jiske liye hum is duniya me ayin hai.....
Apka kya kahna or manna hai.....ek sher kaha jata hai...
"Jeete to jinda dil hai murda dil kya khakh jiya karte hai....."

No comments:

Post a Comment